How To Create Cashmaal Account in Pakistan - Cashmaal To Easypaisa & Jazzcash - Aaj hum apse share karty hain kay kis tarha ap cashmaal se easypaisa ya jazzcash mein earning niklawa sakty hain yeh aj topic boht amazing hai humko ap log zaror support kary.
Sub se phly nechy deye gy link se apny join karna hai or sign up py click kar ky apny mukaml details fill karni hain us kay bad apka account create ho jay ga.
Phir apne login kar lena hai or us main pin code apni marzi ka laga lena hai q kay pin lagana bht zaruri hai us kay bad profile ko mukaml kar lena hai.
Phir ap deposit py ja kar koi v address copy kar k kisi ko bej skty hain jis per wo apko paise send kary ga us ky bad withdraw main ja kar ap easypaisa ya jazzcash mein apni amount niklwa skty hain.
Agar kisi chez ki samjh na ay to video ko lazmi se dekh ly shukriya....
Cashmaal App



